ashutosh's name

ashutosh's name

भावनाओ कि निर्मम हत्या से उपजी विचारों की अनुपम अभिव्यक्ति से दुनिया को जो मुर्दा दिखा वही कविता है। सीने में तमाम तक़लीफ़ों की कबरगाह में से आज भी जैसे कोई प्रेतात्मा प्रश्न पूछ रही है कि तेरे ख्वाब कहाँ हैं, जो तूने देखे थे ? मैं कब्र देख कर फिर से हंस देता हूँ।


Top posts

  • MERI GHAZAL

    06 July 2009 ( #ghazals & shayari )

    Jo tujhe pasand aata hai hamesha jaane meri ghazal me aisa kya hai jaha bhi rota hai khud sabko rulata hai jaane mere dil me aisa kya hai tera dard hi toh hai in geeton me or is amal me aisa kya hai jab bhi khilta hai kichad me hi jaane is kamal me aisa...

  • HAPPY BIRTHDAY

    08 July 2009 ( #ghazals & shayari )

    Mere janmdin pe mujhko ye bad dua na do doston mujhe lambi umr ki dua na do agar dena hai toh kuch sukoon de do ye tadap ye bechaini ye saza na do mujhe do gaz zameen de do apne aangan ki yu umr bhar k liye judaai ka tohfa na do kyu jalate ho jite ji...

  • POSITIVE

    12 July 2009 ( #ghazals & shayari )

    Ek naya geet gaana chaahta hu mai khusi fir se paana chaahta hu kai deepak bhi lade hain hawa se ye duniya ko dikhaana chaahta hu chod chuka jo koi baras pehle fir usi raah pe jaana chaahta hu fir karna chaahta hu ek vaada kisi se fir use nibhaana chaahta...

  • KHWAAB

    24 July 2009 ( #ghazals & shayari )

    Kachre k dher pe ek ladka been raha hai panni ya been raha hai apne kuch khwab jo kho gaye hai uski gandi basti me subha se shaam tak wo beenta raha apne khwab saanjh dhalne tak roz ki tarah jab na been paaya poore khwab toh nikal pada apne adhoore khwab...

  • AAKHIR KYU ?

    25 July 2009 ( #ghazals & shayari )

    Kyu kho jaate hain rishte jo dil k kareeb hote hain kyu hum log itne budnaseeb hote hain kyu ek sawaal ban k reh jaati hai jindagi kyu iske jawaab itne betarteeb hote hain kyu hamesha hi chot lagti hai is dil pe kyu kal k dost aaj k rakeeb hote hain kaha...

  • MERA DARD

    27 July 2009 ( #ghazals & shayari )

    Aankh me aansu aa jate hai dard ka jab toofan uthta hai dil ki jalan ko mujh se puncho aag lagi hai dhuaa uthta hai kaise jiya hu kaise jiyunga soch k dil ye sihar uthta hai maut ka arman hai is dil me ab jivan me kya rakkha hai teri wafa me sab kuch...

  • KASH FIR EK BHAGAT SINGH AAYE

    29 July 2009 ( #ghazals & shayari )

    Jo kargil me shaheed ho k aaye mantri ne unke taboot bech khaaye sansad k apraadhi ko faasi se bacha k sarkar ne apne vote bank bachaaye gareeb ki langoti desh me bech k america me roj kapde utarvaaye haar jatey hain samman samjhoton ki maij pe kootniti...

  • KUCH DIL K ZAJBAAT

    31 July 2009 ( #ghazals & shayari )

    Mujhe meri wafa ka sila khoob mila hai wo khuda gareebo ko kabhi maaf nahi karta Uske yaha pe der hai andher nahi hai dekhi hai humne der bhi andher bhi dono Hamne chaman ko seecha apne jigar lahu se kaate hi uge fir bhi jigar cheer ko mere Ab tak toh...

  • HAWA

    01 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Pyar ka matlab nahi koi seher me mehboob badal jaate hain har semister me kaise diye jalaye hum gali k baadastoor aag lagi hai jab apne hi ghar me kyu pyaar usi se hame bepanaah meri kimat nahi koi jiski nazar me khudgarz ho gaya insaan is hawa me beh...

  • TERE SEHER ME

    07 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Tere seher me tere naam se badnaam hu mai charag bujhta hua sa dhalti hui si shaam hu mai badi umeed se aaye the teri mehfil me na tha maloom k tere liye bekaam hu mai pata chala hai mujhe gair se jo tune kaha nahi damaag jo rakhte wo samaan hu mai mere...

  • SAFAR

    08 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Safar me gujarti zindagi safar ban k reh gayi kabhi bus ban k reh gayi kabhi rail ban k reh gayi roj pahuch k manjil kabhi manjil tak na pahuchi raaste k dhakke ek khel ban k reh gayi har subah bheed be hisaab din khaali tamanna sham ko relam pail ban...

  • AAJ K BAAD

    10 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Ab na rahenge tere seher me hum aaj k baad ab na likhenge koi ghazal hum aaj k baad liya ye faisla humne badi zaddozehed k baad piyenge ab bhi roj, na girenge kabhi hum aaj k baad tumne toda yakeen mera wafa k naam pe karenge ab na bharosa kisi pe hum...

  • Kuch tanz bade gehre utar jaate hain

    11 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Kuch tanz bade gehre utar jaate hain shabd reh jaate hain insaan guzar jaate hain humne dekhe hain wo farishte pyar k jo vaada kar k bhi mukar jaate hain bharte hain hunkaar jo aainey k saamne zamaane ki ghudki me dar jaate hain na todo ye dhaaga pyaar...

  • Mitti ka jism heere ki nazar rakhte hain

    13 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Mitti ka jism heere ki nazar rakhte hain hum toh aashiq hai patthar ka jigar rakhte hain rakhte hain apne khaleete me tasveer-e-yaar kuch log jeb me poora seher rakhte hain khuskismat hain mere dost jinhe manzil mili apni hum toh kismat me taa umr safar...

  • Bahut aansu rulaye tune mujhe

    14 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Bahut aansu rulaye tune mujhe ab toh khusi de de mujhe girvi padi hai paas tere ab toh jindagi de de mujhe mai sehraao me bhatka hu bahut tadap paanv k chaalo me chipi hawa sookhi thapedo se mili jara baarish nami de de mujhe koi charag nahi tam ko mere...

  • Tu chala gaya ghar se mere

    17 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Tu chala gaya ghar se mere ghar soona soona lagta hai wo baahar wala bada gate awaaze deta rehta hai hai darwaza chupchap khada teri baat ko joha karta hai ye paanvdaan bejaan pada tere pair ko tarsa karta hai baithak khaali kamre udaas teri chehel ko...

  • KUCH DIL SE

    22 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    Har ghadi roshni charago se ho mumkin nahi andhere unki kismat me bhi der raat hote hain khayaal noor ka paya tha humne khwaabo me andhere raaste tabeer bante dekhe hain kami sukoon me paayi na humne raato ko yahi wo pal hai sitare bhi tootte dekhe ajab...

  • फाड़ा है उसने ख़त को कुछ इस बदतरी के साथ

    28 August 2009 ( #ghazals & shayari )

    फाड़ा है उसने ख़त को कुछ इस बदतरी के साथ दामन है जैसे मेरा अब आया हो उसके हाथ वो आ के बस बता दें जरा इतना सा सबब जीते हैं कैसे इतनी भरी नफरतों के साथ हमने तो सिखाई न कभी तुमको ये फरेब फिर मुझको बताओ ये सबक सीखे किसके साथ अब कहते हो तुमको नहीं सूरत है...

  • मुहब्बत पे क़ुर्बान कई बार हुए

    01 September 2009 ( #ghazals & shayari )

    मुहब्बत पे क़ुर्बान कई बार हुए धोखे से हलकान कई बार हुए कोशिश हर बार की नया घर बसाने की माना की बियावान कई बार हुए मात ही मिली हर शह की चाल पे अपनी ऐसे ज़िन्दगी के इम्तिहान कई बार हुए फ़रिश्ता माना था इंसान को मुहब्बत का फ़रिश्ते भी इंसान कई बार हुए आज...

  • ज़िन्दगी ने गुजारा है तमाम दौर से मुझको

    23 November 2009 ( #ghazals & shayari )

    ज़िन्दगी ने गुजारा है तमाम दौर से मुझको हर एक हादसे ने परखा है बड़े गौर से मुझको चला गया कल रात चुपचाप वो वादा-ऐ-वफ़ा ख़बर मिली है ये आज किसी और से मुझको कल ख़ुमारी में बज़्म में कुछ सच भी कह गया मिली है आज ज़लालत सभी और से मुझको कुछ खलल सा रहा पूरा दिन...

  • मेरी मज़ार पे आना तुम एक पल के लिए

    09 December 2009 ( #ghazals & shayari )

    मेरी मज़ार पे आना तुम एक पल के लिए मेरे घर को भी सजाना तुम एक पल के लिए यहीं बनाऊंगा ज़न्नत मैं दो ज़हानो की गरीबखाने में आना तुम एक पल के लिए कहीं खो जायेंगे अँधेरे उम्र भर के लिए चराग़ दिल का जलाना तुम एक पल के लिए कई बरस से पड़ा हूँ मैं कैदखाने में...

  • मेरा पहला चुम्बन

    12 December 2009 ( #ghazals & shayari )

    कल की रात सबसे हसीन रात थी उसने चूमा मेरे गुलाबी होठों को एक एहसास एक ज़ुम्बिश रोम रोम में सिहरन और वो घबराहट भी पता नहीं कैसी मैं अन्दर से अभिभूत थी और एक अनजाना डर भी पता नहीं क्या था वो जो असीम आकाश में ले जा रहा था मुझे पर मेरे पैर जमीं पर ही थे शायद...

  • नूतन वर्ष का मेरा नूतन ख्वाब

    31 December 2009 ( #ghazals & shayari )

    नूतन वर्ष का मेरा नूतन ख्वाब मैं देखना चाहूँगा नए साल में सबके सपने पूरे होते जैसे मेरे हुये मैं चाहूँगा हर भूख को रोटी मिले रोज़ मेरे हर भाई को काम मिले जिसे मैं जानता हूँ और जिसे मैं नहीं जानता उसे भी किसी की बेटी अगवा ना हो पूरे साल शराब पी के कपड़े...

  • ख़ुल के जियो भुला के अपराधबोध

    16 February 2010 ( #ghazals & shayari )

    ख़ुल के जियो भुला के अपराधबोध खुद को बेहतर बना लो कल के लिए सुबह फिर एक अपनी करो शाम फिर एक अपनी लिखो इंसान ही करता है गलती एक सज़ा उम्र भर दो खुद को उसकी ये तकाज़ा नहीं रखो अपनी बात कहो अपनी बात जीत लो भरोसा जो खोया है तुमने खुद का भी, उस का भी जो देता...

  • मेरी जीवनी

    21 February 2010 ( #ghazals & shayari )

    महान क्रांतिकारी कवी और शायर आशुतोष जी का अवतरण राजस्थान के नागौर जनपद के एक अस्पताल में चैत की अष्टमी संवत् २०३७ को माना जाता है . हालाँकि इनकी जन्म तिथि के बारे में विद्वानों में मतभेद हैं. कुछ विद्वान् इनका जन्म ईसा ३६०० पूर्व भी मानते हैं. लेकिन इनकी...

<< < 1 2 3 4 5 6 > >>

Blog archives

We are social!

Recent posts