Tu meri jindagi me aayi na hoti
Toh duniya itni paraayi na hoti
Tujhko ek apna gar bana leta
Saari khusiyaan fir thukraai na hoti
Tera gum jindagi me shaamil kar
Apni duniya nayi basaai na hoti
Kya bigad jaata khooni duniya ka
gar wo tareekh ek aayi na hoti
Rusvaa hote na fitna duniya me
teri chaahat jo yu bataai na hoti
Aaj hote na sab zanaze me
Jaan k jaan yu gavayi na hoti